~*~ Aap ki Pasand ~*~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

nice selection Amarbail and all...

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

***Waqt


**waqt k sath sath
janay kitni khowahishain
hasraton mei dhalti han
din najanay kab kata
janay kab dhali wo shab
chahaton ki khowahish pe
janay kab pari thee baraf
janay saray walwaly
kaisay bhap hogaye !
meray saray khowab kyun
abadi nind sogaye?
gulab jo hasi k thay
aansoun mei dhal gaye
jab teri nigah k
zaweye badal gaye!

**

Izhar

Tujhe izhar-e-muhabbat se agar nafrat hai
tuu ne honton ko larazne se to roka hota

Be-niyazi se, magar kaanpti Aawaz ke saath
tuu ne ghabra ke mira naam na poochaa hota
**
Tere bas main thi agar mish’al-e-jazbaat ki lau
tere rukhsaar main gulzaar na bhaRkaa hota

Youn to mujh se hui sirf Aab-o-hawa ki baatain
apne toote huwe fiqron ko to parkha hota

Youn hi be-waj’h hi Thakney ki zaroorat kya thi
dam-e-ruKhsat Main agar yaad na Aaya hota

Tera ghammaz bana khud tera andaaz-e-khi-raam
dil na sambhla, to qadmon ko sambhala hota

Apne badle meri* taswee*r nazar aa jaati
tuu ne us waqt agar Aaina dekha hota

Hoasla tujh ko na tha mujh se juda hone ka
warna kaajal teri Aankhon main na phaila hota
---

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i38.tinypic.com/2ns9ws0.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i35.tinypic.com/293ggt4.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

very nice Amarbail..:lajawab:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i36.tinypic.com/35b9z46.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

bohat khoob..really touched my heart..:slight_smile:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i43.tinypic.com/53treq.png

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i50.tinypic.com/2s7tmxh.gif

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i36.tinypic.com/r0wlrn.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://img510.imageshack.us/img510/4843/design1rl5.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i38.tinypic.com/1zgqdc6.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i34.tinypic.com/20fdnyb.png

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i49.tinypic.com/2u5eych.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://img197.imageshack.us/img197/8158/talluqcopy.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i33.tinypic.com/2meweht.png