~*~ Aap ki Pasand ~*~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

***Soch samajh laina qadam uthanay se pehlay
Kaheen gir na jao manzil aanay se pehlay

Yeh aandheyaan bari be-reham huwa karti hain
Yeh soch laina koi diya jalaanay se pehlay

Apne aangan ko phoolon se sajaaye rakhna
Phool sare chun laina khizaan aanay se pehlay

Tumhare seenay mein bhi ek dil dharakta hai
Yeh soch laina kisi ka dil dukhanay se pehlay

Umer bhar kaun kisi ke leye rota hai
Log aansoo bahatay hain dafnanay se pehlay ...***

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

:lajawab:

v nice..:slight_smile:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Abhi soraj nahi doba zara si sham hony do
Main khud hi lot jao ga mujhy Nakaam hony do

Mujhy badnaam kerny ky bahane dhondty ho Q?
Main khud ho jaon ga badnaam pehly naam hony do

Abhi mujh ko nahi karna hai atraf-e-shikast
Main sub tasleem kerloon ga yah charcha aam hony do

Meri hasti nahi anmol phir bhi bik nahi sakta
Wafaain baich lena per zara nelam hony do

Naye aghaz main hi hosla kion tor baythay hoo
Jeet jao gey tum sub,zara anjaam hony do !!!!

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i39.tinypic.com/2zqyi2w.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i37.tinypic.com/5y7vx0.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

bht aala-))

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i34.tinypic.com/2d0i980.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

taaluq torna chaho
jo mujhko chorna chaho
to meri shert itni hi
tujhy jo de chuki hon mn
muhy laota do wo sab kuch
wo bheege diary meri
wo sari shairi meri
sbhi wo phool r ptian
wo meethi piar ki batain
kaho laota sko gy tum?
wo meray qeemti lmhay
jo tujh ko sochtay guzray
wo pal jo ik qayamat thay
jo rsta dekhtay guzray
khuda ko bhool ker jo din
tujhi ko pojtay guzray
kaho laota sko gy tum?
jia ki chandni day de
dua ki ragni day de
hina ki roshni day de
tujhy tu zindge day de
her ik apni khushi day de
tu fir wo zindge meri
han bolo her khushi meri
kaho laota sko gy tum?
agr mumkin ho asa to
taaluq tor lena tum
taaluq tor lena tum

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Wonderful …

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://img405.imageshack.us/img405/5706/mehrofinaltumarenaamka.png

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i41.tinypic.com/4utlwy.jpg

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Beautiful Choices All..:k:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

kya baat hai…zabardast Aryaan :lajawab:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Bohat khoob:k:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

very nice:k:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Thanks Neha..:flowers:

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

Re: ~~ Aap ki Pasand ~~

http://i33.tinypic.com/im1jra.jpg