Kiasay hain aap sub. How u all doin ? Kaifal hall ?
Anybody from Shikarpur here ?
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
badnaam agar hoon gey to kaya naam na ho ga…
welcome shelcome ![]()
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
aayie, aayie. nawaz-i-shay karam.
ab hazraat yeh bataiye keh aap kay iraday kya hain?
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
aayie, aayie. nawaz-i-shay karam.
ab hazraat yeh bataiye keh aap kay iraday kya hain?
donu, first of all I have to see k yeh barat ja kahan rahi hay.
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
donu, first of all I have to see k yeh barat ja kahan rahi hay.
cheecha ki watni. busain ready hain, bas aap ka hi intizaar hai.
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
nam budnam to aisay bhee hay waisay bhee sahee.
daka nahi dali chori nahi key hay, bus thori see…
Magar mujhay to cheechoo key malyan jana hay , utthay dee gaddi kithay hay ?
ho ga , zaroor ho ga, akhbar main bhee chapay ga.
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
woh to 15 min pehlay nikal pari thi.
paa jee dujji gaddi nahi ja a gee uthay hun ?
Re: aap key khidmat main salam apun ka.
budnam welcome