Aap kay masaail aur un ka hal

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

nahi main itnee zalim nahi kissi ko gher say bayghar ker doon ; )

u know wat ..main bhi yehe soochtee thee GS per na aon ..lakin mujhay ajj kal ik faida pata chala

woh batain jo hum apnay kissi qareeb banday ko nahi bata saktay

yahan ker k dil halka ker lain ..na koi app ko janta hay na app nay kabhi in say milna hay ..app ko is ki bhi fikar nahi app ki batoon per dosra app ko kia samjhay ga

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

app nay Mr. Faudiya ko botle main bund ker deya hai :hayaa:

abb app ki kher nahi :hehe:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

lol.
lakin meray to dill main kisi bhi insaan k khilaf kaheen per bhi kuch bhi nahi hai(not here and not in real life) :smiley:

i think i lecture ppl a lot, which is not good :bummer: so is say phele yeh mujhay nikalay main khud he q na :smooth

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^ dil main siraaf bughaz or innad hee hota hay kia? smack ... mera mutlub woh tha jo app samjheen nahi or jo app samjhen woh mera mutlub nahi tha
to ayee hath milaayee : P

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

PIR jee ///mujhay lagta hay app ko police walay pakar ker lay gayee hain : D

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Uncle uncle! I feel like a pair of curtains...what should I do :(