Aap kay masaail aur un ka hal

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

wo meri awaaz nai thi, wo to sab jangli mujhay meri khoobsoorat awaaz par daad and tehseen day rahay thay, ...

nai astronaut nai, wo mujhay baar baar space ka keh kar Makraan main bhaij daitay, mujhay nai banna wo...

main soch raha hoon kay gari kay tire ki company khol loon, sab gol gol tire banatay, main soch raha hoon kat tri-angular tire banaooN... sab say different :$

phir uss gari main sab khaandaala jaingay...