aap k wastay hum kuch badal say gai,
shair perhnay lagay gungunanay lagay
pehlay mashoor thi apni sunjeedgi,
ab to jub dekhye muskuranay lagay
hum ko logoun say milnay ka kub shouq tha,
mehfil aarai ka kub hamain zooq tha,
aap k wastay humnay ye bhe kia,milnay julnay lagay aanay janay lagay,
Re: aap k wastey
:k: …nice!
Re: aap k wastey
nice ghazal thanks for sharing :)
Re: aap k wastey
:k:
Re: aap k wastey
hmm isay kahte hein Ehsaan jatlana..
bohat khoob
Re: aap k wastey
[QUOTE]
aap k wastay hum kuch badal say gai,,,
*shair perhnay lagay gungunanay lagay
*
[/QUOTE]
sunaa hai us ko bhii hai sher-o-shaayarii se shagaf
so ham bhii mojaze apane hunar ke dekhate hai.n :D
Re: aap k wastey
Nusrat Fateh Sahab ne bohat khoob gaya hai yeh geet
complt nahi hai ho saka to complt post karonga :k: nice sharing !
Re: aap k wastey
Very nice!