~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hehe

mujhe laga thele main bund ki hai:rotfl:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

thela phat bhi sakta hai usko koi khol bhi sakta hai :bailan:

sandook taalay wala theek hai :slight_smile:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sandooq ko main khol sakti hoon tale wale ko:zobo:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tumhaen taala torna aata hai :hmmm:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

han jee ata hai:p

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

very good

chalo phir aftari k baad mein tumko pick ker loun gi kaheen chalaen gay

yaar paisoun ki kaafi shortage hai, kuch maal he buna laen

:wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

theek hai

zra ache se kapre pehen k ana jis main gangster lagain:2guns:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

koi masla nahi hai

last God Father ka suit meinay he design keeya tha :shikari:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yeh to bht achi baat hai
main ne bhi ready ker liya hai apna suit
or hum heavy bikes per jayen ge
haath main guns:@:
wowwwwwwwwwwwwww
i just love it
its like my dream come true

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

LOL

acha wo kyun

kya bachpan say tumko gangster bunnay ka shok tha

kaheen tum PPP ki fan to nahi :meeno:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhe abhi bhi bht shoq hai :@:
i love gangsters

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

theek hai PK

do harleys book kerti houn shaam k liye

chala lo gi na, qamar mein bal na parh jaey itna straight baith ker :cb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

koi baat nhi

m strong gal

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

good

theek hai

acha taala automatic bhi tor layti ho ya sirf chaabi wala :hmmm:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sare kisam k

aurr wrestling, jodo, karate and marsheal art sub ata hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yah aap loog idhar Angraizi ka lafz ka ista’maal band kar dain to acha ho ga :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha ustaad jee abhi ap a gye ho abhi bund kerna pare ga

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

woh dosri khatoon koun thi jo hum ko daikh kar door gai hain :emmy:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

woh hamari korni baji thi
dako haseena jin k saath mil ker hum daka dalne wale hain:p

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:fatee: Khabardar, agar kissi haseena nay sun lia to bura maan jai gi