Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
اور کی ملاوٹ کر کے میری بات کو نیا مطلب دینے کی کوشش مت کریں
میری مراد یہاں موجود حال کے اساتذہ سے ہے ۔ ۔ ۔ جو واقعی بڑے استاد ہیں ۔ ۔ ۔
۔ ۔ ۔ ۔
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
اور کی ملاوٹ کر کے میری بات کو نیا مطلب دینے کی کوشش مت کریں
میری مراد یہاں موجود حال کے اساتذہ سے ہے ۔ ۔ ۔ جو واقعی بڑے استاد ہیں ۔ ۔ ۔
۔ ۔ ۔ ۔
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan ji main urdu likh aur parh sakti hoon maaf kijiye ga bhool gayie per aap ne kis ki ijazat se mujhey mara hai thapppar wo bhi aik nahi do do:aj:
meri marzi mujhey roza lag raha hai mujhey roza lag raha hai mujhey roza lag raha hai ![]()
koi aur konsa kaam???
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Husan-e-nazar hay aap ka :aliyish:
woh daikho udhar ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kidhar pagal insaan hamesha aise hi kehte ho
kidhar
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Ustaad ko aisay naheen kahtay :nono:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
u mere ustad kab bane??????????????????????????????????
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
اب مزا آیا نا
۔ ۔ ۔ ۔
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Iss thread mein jo bhi aata hay woh maira shagird hay ![]()
aap u kay bajay aap ka lafz bhi ista’maal kar sakti hain iss say aap key shan mein koi farq naheen paray gay leekan aap kuch muhazib lagay gi ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
loog mujhay muhazib keon naheen rahnay daitay hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ustaad jee fikar na kro ap k shagird abhi zinda hain
zinda hoon main:![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
oh haan oops! bhool gayee thi ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
کیا کہا آپ نے
۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
challo phir samoosay aur pakoray foran lay kar aao , Aftari ka time howa chahta hay ![]()
aur chothi (4) baat apni
ko bal day nah aaya karo
yah school hay koi badmashi ka adda naheen hay Pinko Baita ![]()
aap mujhay aab apnay shagirdoon key class laitay daikhain aur enjoy karain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
acha ustaad jee abhi intizaam kiye dete hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aur khiyal rakhna ya pinko
achay tareeqay say munh dho kar aaya karay aur mochoon ko tou bilkul bhi bal day kar nah aaya karay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
acha ustaad jee aj se kheal rkhon gi
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
کہیں شاگرد استاد کی کلاس نہ لے لیں:hehe:۔ ۔ ۔ ۔
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein ne koi badmashi nahi ki ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Asif chah gia hay …ballay ballay Inglisan 9/1 ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aap kay khiyal mein ho sakta hay aisa ![]()
tum ronna dhonna band karo
aur mujhay batao idhar kia lainay aai thay ![]()