~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ارےآپ بهی بنا سوچے سمجھے واہ واہ کیے جا رہی ہیں :smack:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Malik sahab ap Ramzan main Cigarrette phonk rahay hain ............Roza nahin Awwwwwwwwwwww

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ارے بھائی یہ سب خیالی حرکات ہیں ۔:p

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bus kabhi gharoor naheen kia :blush:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

is main sochne samajhne wali kiya baat hai
hum ne bachpan se sikha hai usatza jo baat kehte hain woh hamesha theek hoti hai:barbie:
aur aik ache shagird ka faraz hai jo bhi ustaad baat kahe chahe sahi ho ya galat(galat hone ka sawal hi paida nhi hota ager kabhi galti se galat ho to) her halat main un ka saath na k unhain toko:)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tou mein kounsa aap ko tankhawah doon ga aap mufat mein aa kar parha saktay hain aur yaad rahay yah paishkash mahdood mudat kay liye hay :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha tu phir ye bhi khayali sahi…:jj:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

main ne pakistan main pehli jam’at main parha tha ilam jita zyada phelao utna hi barta hai:snooty:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

wah wah :lajawab: aap nay tou Zulfi sb. key phainki ho geend ko rassi kay dosri taraf phuncha dia hay :cheer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

استاد کا مرتبہ اپنی جگہ مگر بات کا صحیح ہونا اپنی جگہ

جناب آپ اس مدت کو ابھی اسی وقت کلعدم قرار دے دیں ۔ ۔:hehe:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Aur meri tarf say :sannan:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ager hum ustaad ki baat ko hi galat bol dain to us ki izat kaise karain

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

سرو بچشم :bummer:

:sunnyboy:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

naheen to nah sahi :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

یہ اساتذہ کے کرتوت ہیں ۔ ۔ کوئی معیار رہ گیاہے یہاں :naraz:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Malik sahab ap tu udaas hogaye khayali tassavur kijye :)

Sanan ye tumharay bachpaan ki pic hai jab tum apnay Dost ko dhaka detay theey?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

محترمہ کسی کو اس کی غلطی کا ادراک کروانا اس کی بے عزتی میں کب سے شمار ہونے لگا

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Hazrat Ali:razi: ka qol hai
jis ne tumhain aik lafaz bhi sikhaya woh tumhara ustaad hai:barbie:
is main mayar ki baat kaha se a gayi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

dosray alfaaz mein:
ba adab Ba naseeb
Bay Adab Bay Naseeb :barbie:

PK tumhain tarqi day kar aaj he agli jamat mein bhaij dia jata hay, wazeefay kay sath :bb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ارے نہیں جی ۔ ۔ اداس کیوں ہونے لگے ۔ ۔ ۔