~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

**:rotfl: Kissi ko Zulfon ka qaidi :omg:
**

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aap ki zulfoon ka nahi

Is liyeh aap ko gabraanay ki zaroorat nahi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Kiya Kaha :asa:

Nahi ji Aaj k al Larrkiyaan Zulfaain Kahan Rakhti Hain :bummer:

Aatay Hee dauraa Parr Gaya :hehe:

:hehe:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yahan pe hair competition chal raha hai kya? :konfused:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

jo likha hei vohi kaha hei

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

**

Haanji :wink: Para gaya dauraa, baat hi aisi thi :cb:
@Precious^Khan;
**

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Idhar sirf aur srif urdu boli jati hay iss liey Tamam Kathay Angraiz aur Kathi Angraizi bolnay wallay iss dhagay say door he rahin to bhtar hay :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Main nay to sirf urdu hi boli hai is dhagay main :bummer: :hehe:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Shabash buhat achay yah lo :bb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

phool to rakh loon mager angrezi boli to phir? :hmmm:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

main ne bhi urdu bolni hai:LB:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mein ne bhi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Bolain is dhagay main urdu :omg:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

han jee:@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

pk , ghoro mat Ramzan main :barbie:
kia hoying jee ?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

to phir :sannan: keonkah mein ustaad g buhat sakhat hoon :snooty: no riyaat …

to boloo kiss nay mana kia hay

tum nay bhi kia :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

arey main ghoor kahan rhi honn:snooty:
kuch nhi jee so k uthi hoon:yawn:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hehehe ... kyaa ho ruha hei

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hoying = ho raha hay
phir angraizi :smilestar:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Ustad Sannan Ali :wink: :hehe:

Main bhi abhi uthi hoon

tum batao kia ho raha hai , sab so kay uthay hain