~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yah urdu bolnay wala thread hay Angraizi ka naheen :barbie:
aap tamam loog tashreef ko tokar utha kar bahir ja kar angraizi bolain :smilestar:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha ustaad jee

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tu baqi thread ma kya farsi chalti hy ?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Ba adab ba naseeb
bay adab bay naseeb
tum buhat tarqi karo gi :fraudia:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ohh guru baba ji ye future kab se dakhna shuru kar dia

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

iss par ghour karnay key koshish karo agar ho sakay tou :barbie:

Ba adab ba naseeb
bay adab bay naseeb

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ohhhhhhh

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannuu aap agaye :hug:
teach me urdu plz :blush:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhei bhi sikhao ge

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

han han kyun nahi :slight_smile: zarur seekhayenge woh tumhein :blush:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Shabash ............ Sab Aala e firogh e aatish banay hovay hain Yahan :~)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Aala e..what??? :konfused:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Aapko Aala e basarat ki zarurat hay :blush:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

basarat bolay to :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~


Bolay Tou Nazar :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhe nazar ki zarurat hai :konfused: but meri nazrein to bilkul thik hain :hoonh : :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

oho Aala e Basarat Yaani Chashmay Ki Zarorat Hay Aapko :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

but i wear lenses instead of chashma :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Azrah e Karam Urdu Main Baat Karain :snooty:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

i cant understand urdu :bummer: sannan isnt teaching me :naraz: