Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kya hua?
phir say laal mu
kaha na phat jao gay :jano:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein phatoon ya urron aap ko iss say kia ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
chalo raho tum naraaz aik to tumhara khayal rakh rahi houn, agar tum ko acha nahi laga to koi masla nahi
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan yah theek Korn Maslaha
me ko bus larai mein maza aata hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ustaad ................................................ ji
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan Shagird g bato kia masla hay :aq: aur tum mairay liye aaj khanay kay liye kuch lai ho kia ?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
nahii .... meine khud subha se kuch naye khaya aur mujh se khana maang ruhe ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Ammi nay lunch box naheen dia tayaar kar kay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
nayeeeeeee
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aaj sab ki chuti band hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
RabZZZ to phir koi saqaq naheen doon ga tumhain …
VG tum kahana lay kar aai ho aaj :aq:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
dou naaa
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yah lo ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan sannan me apna khana apne sath le k aayi hoon ... kuch kaam hai?? :@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Yeh kya howra hain…![]()
Mir Sannan thum ghair larkee ke saath kya thalook pa ray ho?
:cobra:
mein Paindo Ustaad ho aur baghair khana khai kissi ko kuch naheen parha sakta hoon :cobra:
Woh khud kah rahi thi dou na
phir hum kissi ko inkaaar naheen kar saktay na ![]()
mujhe khana chahiyee
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aaj hum sea view hotel mein raat ka khana kha rahay hain
sabar karo ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein bhi aun gii