Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu koi mushkil nahi
bus jo mu mein aey bol do :P:P
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu koi mushkil nahi
bus jo mu mein aey bol do :P:P
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hmmmmmmm koun sah lafaz hmmmmm yadh nahi aah raha kya tha haan jahd aahya uhlu
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
dubara koshish ker kay likho janaab
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yehi wahlli leihn
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
dard ko urdu seekha rahi hai korn aapiee shayad ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Hum kush hain aur umeed hain ke aap be kush haal mein hain :cobra:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jee bilkul :) aaj ka din kaisa guzar raha hai???
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Yahan tho bohat acha mowsum hain Uk mien.
Waissay kaam se khabaar miley hain ke shaam ko unhe zyda meree zaroorat hain isleyeh meree aaj duty kafee dher hogi lekin Insha Allah koy massla naheen.
Allah saab ko kaam par mafooz rakeh.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aaj kul hum is waqt ke mutabiq gupshup karteh hain…:
sara GMT ke andazay mein hain…
Mon to fri 9am-12pm
aur hafteh he dinno humko barray kaam ke waja se GS per annay ka mowka naheen milta
Lekin baqee har shaam ko zara dekna ajatha hoon… ![]()
Tho phir aaj ka kya thamasha howra hain? ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
faris bhai: AAMEEN
rabzz: kaisi ho????
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ajj ke tumashe ke liye kuch plan kur ruhi hoon ... lol
vg ... mein theek hoon tum kaisi ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ek dum fit
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
gudddd ... hehehe ..... tou ajj kul kya ho ruha hai?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
GS pe gupshup ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kya aur koi kaam nahi hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
nahiii...lol ... :wave
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hehehehe…![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
waqai koi aur kaam nahi hai
yaar meri bottle kahan chali gai hai..............
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
koun si bottle ... pepsi ki