~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

hahahaaa lol larkiyojn k peeche bhagty hoay :omg:

pyar pyaar khaila ja raha hay :jano: khailna hay tum nay :hug:

aab kia karoon larkian mujhay daikh kar wafoor-e-jazbaat say pagal si ho jati hain :@: aurm mairay peechay par jati hain

i think wo u ko dekh kar bhagti hain :khumar:

Zahri hay itna husan-e-pursuz daikh kar unhoon nay mairay peechay he bhagna hay lift lainay kay liye :wink:
leekan mein bhi apni cycle par kissi ko naheen bithata :cb:

u k sath bathney ka kis ko shoq haii :hayaa:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tumhain :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:smilestar||: meri bella behen ko tung mat kijiye:emmy:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Aik to LP tum apnay sarray bahan baheon ko idhar lay aai ho :smack2:
kissi aik ko chair to bhai key ghairat aur kabhi bhan key jaag jati hay :sadaf:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannan :emmy: bhai bun jain meyrey..i will help u then:@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannan mar jaye ga but bhai nhi bnay ga kisi ka :cb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

his loss:@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hmmm

:nahi: i can’t and never say this word again :aj:

Sara :hug: zindagi mein doosri dafa tum nay achai baat kahi hay :bb:
iss liye aaj ka din tum say koi fight naheen karoon ga :smiley:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

pehli konsi baat ki thi zara yad krwa den plz

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

OMG sannan ka temp high on bhai:yahoo:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mainy to pehlay hi kaha tha lp

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Sara tum nay pahli dafa kabhi key he naheen hay koi achi baat :snooty:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha chalen koi bat nhi apko esa lgta he to...kya kr sakti hun main

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannan is tryign to ignore:whistling:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

oh ho tum to bura maan gai ho … mein to mazaq kar rha tha :hug: