~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:smack2: dobara sanjida guftagu :aj:
PK mein idhar ghughal laganay aata hoon sanjida hoanay naheen :aj:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

chalo kisi insaan ko to gussa cherhaya aj

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mein to bara thanday mizaaj ka banda hoon :shireen:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

haha pehle to bara gussa a raha tha tumhain

chalo meri icecream wapis do bhooke

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

me ko b do ice cream

aik minute :naak: acha yah lo aapus mein baant laina :shireen:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ewwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww

ghanda sannan:smilestar:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

keon kia howa :aq: mujhay zukam hay :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

to tum sub k samne kyu lage ho ja ker doctor ko dikhao

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhe nahi khani yeh gandi ice cream ... apne pass rakho aap

meri mazrat qabool karain ainda ehtiat karron ga :sweetif:

:naak: khao lo na :naak:

sannan kyu subah subah dil kharab ker rahe ho

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

idahr dopahar kay khanay ka waqat howa jata hay :cheer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yahan 11.32 howe hain siraf

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

idhar to ho gia time khanay ka :cheer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yahan to raat k khane ka waqt ho raha hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hi VG how r u>??

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hello i m fine what about u? :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Urdu bolo! :aj:

Jaab se tum yahan naye ho bhai saab is waqt aap ko mafee hain lekin yahan Urdu bolne kee sirf ijazat hain samjey :5:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mazrat faris jee ....