Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
meri bhe ache nhe hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
meri bhe ache nhe hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hehe.. hum dono seekheinge idhar :D
oye
apnay bhai kay hotay hoye aisa keoN kah rahy ho
tumhari urdu to aisi kar dooN ga kah bus loog kahaiN kah bhai Lakhno say kub aai ho ![]()
hehehe ok ab nhe kehta sannan bhai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yah lo ![]()
yeh lain ab bhe ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
iss inayat (khidmat - service) par banda aap ka mashkour (thankful) hay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mujhey bhi urdu sikhaiye na :@:
Izzat-e-ma’ab, Janab-e-kibla, muhtaram chashm-e-noor, dil-kash, dil-e-sakoon, Noor-e-trannm, subha-e-naseem, sehar-o-jabeen bhai jaan!
Buhat hi zabardat daggah kholi hay. Ab to buhat maza ayga :k:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
^ wah wah kia khalis urdu hai :D lol
Urdu Bolain gay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
taskeen-ai-dilaay mayzuu na hue
wo saee-ai-karam farmaa bhe gaay
is saee-ai-karam ko kia kaheay
bahlaa bhe gay tarpaa bhe gaay
ham arz-ai-wafa bhe kar na sakkay
kuch kah na sakkay kuch sun na sakkay
yan ham nay zaban hi khole the
wan aank jhuke sharma bhe gaay
is mahfil-e-kaif-o-masti meN
is anjuman-e-irfani meN
sab jaam ba-kaf baiThe hi rahe
ham pii bhi gaye chhalkaa bhi gaye!
thats urdu
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mere ko bohut kuch samajh mein nahi aayiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tum ko ayga bhi nahi bs jo ata hay woh bolo ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
^tum apne zuban kyun dhikaathe ho baar baar ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
^ AK , is thread main her rooz parhti rahay posts samhg aa gay gi ! :)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yeah lips ![]()
AK! meri zuban ghour se dekha karo ta ky tum ko urdu a jay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Urdu mein “thread” ko kya kehthe hai Lippy ![]()
blah blah blah ko urdu mein kya kehthe hai ![]()
hahah lol ![]()
ye me ko b nai pata ![]()
kia khtay hain Lkk?
tain tain tain karna
![]()
dhaga ![]()