~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ki horaya we ithe?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

esix urdu bolo :vivo:
bhanje aao mei sikhati hoon:@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Muhtarma aap khud to pahlay seekh laiN :naraz:

Muhtaram Sanan pahlay app apni urdu theek karain.
Thread means Unwan not Dhaga :p

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bohat acha thread hay

Unwaan subject ko kahtay haiN :aj: thread ko Dhaga he kaheen gaiY :mad3:

keya haar thread main yehi lekh rahay ho :mad:

aap key pasanddeedgi par hum aap kay tah-e-dil say mashkoor haiN

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

@ sanan, essay to eid card par likhtay haan :cb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Naheen Shadi Card Par :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kaha na koyee bacha shadi ki baat na karay :ASA:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Leekan hum to 3 a’dud shadiaN khara kay chukkay haiN :bummer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

chothii ka irada kab haa :jano:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Jub aap kahaiN ;)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

app sham ko aa jana, main apni kaam wali ko khobsorat khanay say tiar karwa loon gi ;) ;)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:nahi: abhi hum Na-Baligh haiN :lb:
*waisay khoubsurat khana naheen hota Singhar gah kahtay haiN *

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Well Said :)
abbi to app kah rahay thay k app nay 3 ko pharka diya haa aur abb kah rahay haan k Na Baligh haan.
Sanan app kay qool -o- Fail main tazad haa, lihaza app apni kirdar kashi karni chahiya

:smack2: tum puri baat tou sun lia karo woh jo tum bachpan meiN naheen khailti thi shadi shadi tou waisi meri 3 shadiaN hoi haiN :smiley:
aab apnay alfaaz wapus lo :naraz:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

g nahi, hum mashriqi larki haan, aur essay khail nahi khailtay. hum shadi say pahlay b apnay honay walay mazaji khuda ko bhai kahtay haan.
:blush:

:smack2: Shukar hay Shadi kay Baad Abu G naheen kahti ho :naraz: