Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aati hay tumhain
![]()
tum urdu boloo warnah ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aati hay tumhain
![]()
tum urdu boloo warnah ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aHbaba o arbaab-e-maHfil ke kaise mizaaj-e-giraamii haiN? ummeed-e-qawii hai k sabhii ba_Kahir o 'aafiyat hoNge. aameen
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aaye aaye hum aap he key rah tuk rahay thay
yah hamaray Madarsay key naiy ustad-e-mustaram hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
![]()
sannnnuuuu translation ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
oho itna ghussa…nacheez ko maaf kijye aalijaah…aainda aisi gustakhi nahi hogi
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
bhayee usne sabka mizaj aur haal chaal poocha hai. ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
thank u ![]()
sannu learn to answer peacefully ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Gustakhi maaf key jati hay
shukaran Jazaeelan … aap key liye Juzwaqti ustaad key jagah khali hay
Tum nalaiq shagird ho ![]()
tum urdu keon naheen bol rahi ho
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein zaban khainch loon ga ![]()
translation naheen Tarjuma ya phir aasan urdu bana dain boltay hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
is izzat afzai ka shukriya ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
**
shukria janaab-e-'aalii…aji nahiiN Huzuur-e-waalaa, maiN koii ustaad-e-moHtaram voHtaram nahiiN, main bhii is maktab-e-urdu kaa ek adnaa saa taalib-e-'ilm huN** ![]()
moHtaramah Blessed saaHibaa ne aapkii mushkil aasaan farmaa dii hai is liye maiN unkaa mamnoon o mutashakkir huN ![]()
shukria moHtaramah janaab-e-BLESSED saaHiba…aapne meri mushkil raf’a kar ke mujh pe ek aHsaan-e-kareema kiyaa hai. shukria ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
shukriya bas apni tou adaat hi aisi hai doosron ki madad karne ki. kabhi gharoor nahi kiya.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
masha ALLAH kafi urdu boli ja rahi hi jaree rakhi ay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
gulabi urdu chalay ge?![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
rang bay rangi b chalay gi
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hookay fair…
eik baat suno…aaj jab main bus stop pay khlota piya tha…pata hai kinni thannd hai aaj?..tum ko kia pata main das`ta houn tum koo… itni thand kay kuj na pucho kaki ![]()
![]()
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
lol…
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kaki ko bus(just) pataknay do
yi pujabi thread nhi esko urdu hi rahnay do HINdKO bnao
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
main bhee urdu hii boli hai …kiahua jo zara gulabi hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
acha to mi b bht sardi mi baron ae hun nhi pahna thay (gloves ko kia kahtay hyn bhul gae )maaf ke g ay ga