Muhtarma aap tashreef to lay kar aaiN hum aap ko hathooN hath laiN gaiy ![]()
Wah kia Pur Maghaz Alqaab say nawaza hay aap nay … buhat maharbani iss izzat afzai key
Tou bolaiN nah kis nay aap ko mana kia hay ![]()
tou aap hum say daryafat (pooch) sakti haiN na
Dania tumhaiN punjabi to aati hay nah bus iss he tarah aap urdu bhi seekh laiN gi