Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
balla aur geend kaheen cricket Angraizi ka lafz hay ![]()
mein samjhanay key koshish kar raha hoon
aab pata lag gia hay kah idhar sirf aur sirf urdu bolni hay aur agar nah samjh mein aay to pooch loo Ustadoon say ya phir unn kay muntakhib karda tull’ba say ![]()