Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mashkoor** khatir** hain …Shabash
woh tou mein bhi sirf nashtay mein peeta hoon leekan khiyal ho ya haqeeqat mein aap idhar chai mat piye ![]()
chalian g aap he ka faida tha iss mulazmat mein
aap key urdu mein aur nikhar aa jata