Re: Aao tum sub ko
dosroon ko ziyada lugti hain ![]()
aap ko muft main luga dain gye ![]()
love ya… jee zaroor .. jaisay aap kahen
aap ke fish kay haath nahin hain ![]()
mera homework bhe ker dou ..![]()
aur aap shobby kee help ker dain mera homework kernay main … jub main busy hoon gye mehndhi luganay main ![]()