Re: Aansu jo beh rahey hein
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to ke h dala sab haal-e-dil apna Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar hi gaye auroon kay liye hum Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do
Aik tu na mila sari duniya mile bhi toh kya hai
Mera dil na khila sari bagiya khile bhi toh kya hai!!!