::Aansu jo beh rahey hein inhein behney do::

Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do

Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!

Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

Mar gaye auroon kay liye ham Sanaam~
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do

Aap ka main kiya karoon...

aaap kahan say asi achi achi shahari dhoondh kar latee hoo...

mails main aati hain janab! :blush:

humbug! tum sab in baaton main kiun aate ho?

Re: ::Aansu jo beh rahey hein inhein behney do::

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

[/QUOTE]

barso se mey ney kuch battin nhai khey
ajj woh battin bhi khey do

kiya shayri hey mazq aey gaya dania baji wah man parey ga

very nice!

Dania, very nice indeed.

:k:

:k::k:

Re: ::Aansu jo beh rahey hein inhein behney do::

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

[/QUOTE]

Dania Bachay nice poem.. who wrote it

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do:D

Waisay kis NAy aap par itNA zulmakar rakha hai?

Uss ko saamNAy lay aye
hum uss ko Nahi chorANgay!
Just kiddin :hehe:
But phir bhi agar koi hai tau… :soldier:
Hum jANg kay liye tayyaar hAiN :2guns: :wink:

aap hamaray liye ziNdA hai
Auir hum bhi :halo:

Re: Re: ::Aansu jo beh rahey hein inhein behney do::

Bachay:eek:
Thankoo :slight_smile:

Sugar hahahaha..jo bhi tha uska hashar kar dia hai achi tarha main nay :hehe: j/k