aansouN tapak gaye in aankhouN say iss naye saal ki shrouwaat say
aye meray bichray dost dil tujhay aaj bhi naye saal ki dua dayta hai!
Re: aansouN tapak gaye..
wah ji wah...kia farmaya hai:)
Re: aansouN tapak gaye..
woh hai kahaN dil aaj bhi uss ki khushboo ko dhoonta hai
ae meray taqdeer kay malik, mujhay bata mera qasoor kiya hai!
Re: aansouN tapak gaye..
hum yaha hai :p
Re: aansouN tapak gaye..
wah wah dukhta dil kiya kehnay aap kay...is this thread going to be moved to poet :D
btw WELCOME TO GS!
Re: aansouN tapak gaye..
dukhta dil is always sad :(.. dunno why
Re: aansouN tapak gaye..
aaadhi raat ko piyaaz katnai ka mashora kis hakeem nai diya tha :o kaate hai tu ab bhugtooo bhi. :p
Re: aansouN tapak gaye..
^ aye lou:smack:
unclyyy zaroori nahee uss ka dukh aap kay dukh jaisa ho ![]()
Re: aansouN tapak gaye..
mere sarai dukh cooking related he hotai hain. ![]()
Re: aansouN tapak gaye..
![]()