*~Aansoo~*

Hum ne anso ko buhat samjhaya k tanhai mei ayah karo
Mehfil mein humhara mazak na uraya karo
**Is par anso tarap ke bola k **
Mehfil main bhi hum app ko tanha patay hain
Is liya sath denay chalay atay hain

Re: ~Aansoo~

A very caring ansoo Nakhan jee :)

Re: ~Aansoo~

hmmm well read it before but niz one thanks for sharing it keep it up

Re: ~Aansoo~

^^ thanks noor main nay bhi khaeen parhi thi yaad nahi kahan
lakin aaj phir apni note book main nazar aai to socha share hi kar doon

Re: ~Aansoo~

kiya Aanso bhi kisi ka nick ho sakta hay???

Kaash main teri aankh ka aanso hota… :cb: