Aansoo main na dhondna hamein,
Hum Dil main uter jayeinge
Tamana ho ager milnay ki,
Tou band ankhon main nazer ayeinge
Lamha Lamha waqt guzer jayega,
Chunnd lamhon main daman chothh jayega
Aaj waqt hai do batein kerlo humse,
Kal kia pata kon apki zindagi main ah jayeinge
Paas ahker subhi duur chalay jatay hain,
Hum Akeley thy, Akeley hi reh jatay hain
Dil ka derd kissay dikhaein,
Marham lagane walay hi Zakhm dey jatay hain
Waqt tou hamein bhula chuka hai,
Muqader b na bhula de…
Dosti dil se hum is liye nahi kertay,
Kiunke dertay hain, Koi phir se na rula de
Zindagi main hamesha naye loog mileinge,
Kahein ziyada tou kahein kum mileinge
Aeitabar zara soch ker kerna,
Mumkin nahi har jaga tumhein hum mileinge
Khusbo ki terhan aapke pas bikher jayeinge,
Sukoon ban ker dil main uter jayeinge
Mehsos kernay ki koshish tou kejeye,
Durr hotay huwey bi paas nazer ayeinge.
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
ye kia he sis:5:
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
pateesa he to kha lo ser pe kio mar rehe ho ![]()
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
Wah jee...........
Awesome............
Great Nazam:)
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
tum nay khanay k kabil nahi chora
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
kisay???:aq:
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
qasor ap ka he ap ne ser pe kio mara ![]()
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
beautiful poem bheegiyaad :)
Re: Aansoo main na dhondna hamein,
nicee