aankhon ko intezaar ka honar day kar chala gaya~

aankhon ko intezaar ka honar day kar chala gaya
chaha tha aik shakhs ko janay kidhar chala gaya

din ki wo mehfilain gaien raatoon kay ratjagay gaye
koi samait kar meray sham-o-sehar chala gaya

jhonka hay ek bahar ka , rang khayal-e-yaar bhi
har soo bikhar bikhar gai , khoshboo jidhar chala gaya

os kay dam say hi aaj dil mian dhoop bhi chandni bhi hay
day kay wo apni yaad kay shams-o-qamar chala gaya

koocha be koocha dar be dar , kab say bhatak raha hay dil
ham ko bhula kar rah wo apni dagar chala gaya.. :teary3:

app nay janey hi kiun diya us ko :p

main nay kahan janay diya… yeh sari larkian hoti hi aisi hain :teary3:

larkiun ko seekhanay walay shayd larkay hi hn
aur wasay bhi panchon ungliyan barabar nahi :)

haan waisay yeh bhi hay..... hmmm

:)

:k:

[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
larkiun ko seekhanay walay shayd larkay hi hn
aur wasay bhi panchon ungliyan barabar nahi :)
[/QUOTE]

Aur larkon ko kon sikhaata hai :)

y everyone is crying wiht one eye:konfused::rolleyes:
anyways choice bohut ache hai:k::k;

thank u :teary3:

o bahii ro kion rahay ho:hoonh: