Agar aap jaisay urud daan koh nahin patta toh mujhey kahan say patta hoga.
khair main to Sindhi Medium hoon.. Urdu daan hone ka dawa nahin... sarr sarr ka sura e Ma'aarij main PaRha tha.... aisi hawa jo her cheez (faslon wagera) ko tabah kar de
khair main to Sindhi Medium hoon.. Urdu daan hone ka dawa nahin... sarr sarr ka sura e Ma'aarij main PaRha tha.... aisi hawa jo her cheez (faslon wagera) ko tabah kar de
gar poora misra parhein toh yehi lagta hai lekin doh barr sarr likhnay kee wajah say mein confused tha kay yeh ghalti say likha gaya hai ya waqai kalam ka hissa hai.