aankhein bhi hoti hai dil ki zubaan

Movie: Haasil
Singer: Abhijeet

aankhein bhi hoti hai dil ki zubaan
bin bole kar deti hai
haalat yeh pal mein bayaan

khaamoshi bhi to pyaar mein rakhti bahot hi asar hai
kab ishq ho jaye yaha dil ko kahan yeh khabar hai
do dil ke yeh silsile chup sake hai kahan
aankhein bhi hoti hai dil ki zubaan

neend aaye na jab aankhon mein badhne lage beqarari
shabnam jo bhi choone se jab mehsoos ho chingari
to aisa kyon lagta hai ek hai zameen aasmaan
aankhein bhi hoti hai dil ki zubaan

16928.1908697023

nice song :) Haven't heard it in a long time!!

one of my favorites :k: