Hain Ghar Ki Muhafiz Mayree Dehki Hovee Aankhain
Main Taaq Main Rakh Aaya Hoon Jaltee Hovee Aankhain
Ek Pal Bhi Kisi Morr Par Ruknay Naheen Dayteen
Kaantoo’n Ki Tarah Jism Main Chubhtee Hovee Aankhain
Rastay Main Qadam Phoonk Kay Rakhna Mayray Yaaroo’n
Hain Charoo’n Taraf Shahar Main Bikhree Hovee Aankhain
Youn Us K Bicharr Jaanay Pay AansooNa Bahao
Manzar Ko Taras Jaingee Bheegi Hovee Aankhain
Qatil K Sivaa Koi Samajh Hee Naheen Sakta
Kiya Daikhtee Hain Tasht Main Rakhee Hovee Aankhain
Kiya Jani’yay Kis Khvaab Ki Taa’beer Main Gom Hain
Zulfoo’n Ki Ghani Chaa’on Main Uljhee Hovee Aankhin
Sagar Shab e Tiraah Main Ujaaloo’n Ki Amee’n Hain
Nafrat K Samandar Main Yeh Bahtee Hovee Aankhain
____________________________________________
^
*
muddii
3
Very nice:)
P.S Kis key taak main rakh aaiy aapp jaltii howi ankhaain:)
Re: *_ AanKHaiN_*
After sum time i read good stuff here jee ! Thanks for sharing !
ankhain hain ya kya hain ... itna kuch karkay thakti nahi?
Thanx :~)
Hay Koi 
Thanx Koyalyaa :~)
Thanx PK :~)
Thanx BL :~)
Isliay Naheen Thakteen Kiyunkeh MAIN
Naheen Karta 
Ek Pal Bhi Kisi Morr Par Ruknay Naheen Dayteen
Kaantoo'n Ki Tarah Jism Main Chubhtee Hovee Aankhain
Rastay Main Qadam Phoonk Kay Rakhna Mayray Yaaroo'n
Hain Charoo'n Taraf Shahar Main Bikhree Hovee Aankhain
very nice :)
Sannan
10
Re: *_ AanKHaiN_*
Hain Ghar Ki Muhafiz Mayree Dehki Hovee Aankhain
Main Taaq Main Rakh Aaya Hoon Jaltee Hovee Aankhain
very coool
very nice :)
Thanx Jee :~)
Hain Ghar Ki Muhafiz Mayree Dehki Hovee Aankhain
Main Taaq Main Rakh Aaya Hoon Jaltee Hovee Aankhain
very coool
Thanx Bro :~)
buhut khoob :)
Thanx Danoo :~)