aankhain

Daraaz palkain visaal aankhain
musawari ka kamal aankhain

Sharaab RUB ne haram kar di
magar kyun rakhin halal aankhain

Hazaron in se qatal hongay
KHUDA ki bandi sambhal aankhain

Re: aankhain

Hazaron in se qatal hongay
KHUDA ki bandi sambhal aankhain
:cb:

InsaanoN ki aankheiN khana bhi haraam hi hey :cb:

By the way Welcome here, hope you enjoy your stay:-)

Re: aankhain

Kaafi Danger AankhOn ka naqsha khencha hai shayar ne ! Welcome njoy ur stay :bb:

Re: aankhain

Thankyou friends!!

:D

Re: aankhain

bass asi hi hain meri aankhain....;)

Re: aankhain

then be careful graphic. warna 302 main pakray jao gay.

Re: aankhain

abbasi!! whoz gay.......im a pretty girl.......:P

Re: aankhain

oh phir tu ham andar huay na

Re: aankhain

MUHABBAT K LIYAY ITNA BUHAT HAI .... MERI AANKHAIN TERA CHEHRA BUHAT HAI.......:P

Re: aankhain

Kabi yun b aa meri aankh main k meri nazar ko khabar na ho.....