**Jhukain to lala o gul hain hijaab si AANKHAIN
Uthain to aag lagaa dain sharab si AANKHAIN
Yeh mukhtasir meri barbadiyoon ka qissa hay
Tabah kar gaeen khaana kharab si AANKHAIN…:)**
**Jhukain to lala o gul hain hijaab si AANKHAIN
Uthain to aag lagaa dain sharab si AANKHAIN
Yeh mukhtasir meri barbadiyoon ka qissa hay
Tabah kar gaeen khaana kharab si AANKHAIN…:)**
Re: Aankhain
^ should i laugh :D
Re: Aankhain
Wow Subhan ALLAH, sadkae jawaan :)
Re: Aankhain
wah wah kiya zalim aankhain hain ![]()
nice one…
Re: Aankhain
yeh apne Osama uncle ki ankhiyaan tou nahi?:halo:
Re: Aankhain
Very nice ![]()
Tnx for Sharing ![]()
Re: Aankhain
Very Nice.
Yeh pichli raat, yeh khamoshiaN, yeh doobtay taaray
Nigah-e-shauq behki phirr rahi hay iltija ho kar
Re: Aankhain
^ well yeah it was funny…
shairi be kartay ho to funny ![]()
Re: Aankhain
*khaana kharab AANKHAIN *
*btw nice one *<!-- / message --><!-- sig -->
Re: Aankhain
is main konsi baat funny hay ![]()
Re: Aankhain
^ khana kharab wali bat ![]()
ab tum lar kio rahay ho ![]()
Re: Aankhain
:aq:
Re: Aankhain
wah wah khan g buhat khoub ...... thx for sharing
Re: Aankhain
bohat khoob :k:
**aaj kal lougo ko puranay puranay thread oper lanay ka doura parha howa hay
**
Re: Aankhain
^Immo bhai … thanx alot for liking It … ![]()
Thankewwww Biradar ![]()
Re: Aankhain
tumhin biiliyan dikhany ka ju dora pra tha os ky bary main kia khiyal hy:p
Re: Aankhain
Buhat Khub is pr woh misra yad a giya ky
Qasoor Ankhon ka hot ahy tarpna dil ko prta hy;)
Re: Aankhain
bohat hoob..:k: