Aankh kinnray

Aankh kinnray khawab samandar jaggay ga
Seenay main ik Doobta Manzar jagay Ga
Khawab Jaganay walla mousam is ka hai
Jo Be Haat pay suraj rak kay Jaagy Ga
Sachay Sur aur Sachi Aankin Raab jasi
Jaab Mehsoos karay ga Pathar, Jagay ga
Galiyoon Main ab Raat Tehalnay uttray Ge
Dail main phir TanHayoon ka Daar jaggay Gaa
Aankh say Aab phir Neend ka jaghra hona hai
Haraaf wa khayal kay payoon main chakar jaagay ga
palkin aur kay soo jay ga har manzar
aur Akeela Chand falaq par Jaagay Ga

:k:

Re: Aankh kinnray

[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
Aankh kinnray khawab samandar jaggay ga
Seenay main ik Doobta Manzar jagay Ga
Khawab Jaganay walla mousam is ka hai
Jo Be Haat pay suraj rak kay Jaagy Ga
Sachay Sur aur Sachi Aankin Raab jasi
Jaab Mehsoos karay ga Pathar, Jagay ga
Galiyoon Main ab Raat Tehalnay uttray Ge
Dail main phir TanHayoon ka Daar jaggay Gaa
Aankh say Aab phir Neend ka jaghra hona hai
Haraaf wa khayal kay payoon main chakar jaagay ga
palkin aur kay soo jay ga har manzar
aur Akeela Chand falaq par Jaagay Ga
[/QUOTE]

nice one ulu je

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

nice one ulu je
[/QUOTE]

aj ap ne is k jawab main kuch khaa nahin...:)

[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *

aj ap ne is k jawab main kuch khaa nahin...:)
[/QUOTE]

hmmm kahnay lagi thei but hum ne soocha ap aik jaga jo kar rahay sawal jawab 2 2 jaga mushkil na ho jaiey ghi ap ko jawab daitey daitey kis jaga jawab chaiey decide karo.....k paka jawab chaiey ap ko jawab day dya jaiey :p

*hmmm kahnay lagi thei but hum ne soocha ap aik jaga jo kar rahay sawal jawab 2 2 jaga mushkil na ho jaiey ghi ap ko jawab daitey daitey kis jaga jawab chaiey decide karo.....k paka jawab chaiey ap ko jawab day dya jaiey *

mujay ap ke bat samaj nahin aye.. wasay main to apnay shair ka keh raha tha :p

:hehe:ulu ko baat kam he samj ati kher ab kia kia ja sakta hia

Re: Aankh kinnray

[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *

palkin aur kay soo jay ga har manzar
aur Akeela Chand falaq par Jaagay Ga
[/QUOTE]

kabhi tu asmaan se chand utray jaam ho jaiey
tumharey naam ki ik khoobsurat shaam ho jaiey..:)

good, thnx4sharing

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

kabhi tu asmaan se chand utray jaam ho jaiey
tumharey naam ki ik khoobsurat shaam ho jaiey..:)
[/QUOTE]

apni Tanhai meray naam pay abbad karya
khon ho ga jo mujay is tara yaad karay :)

[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *

apni Tanhai meray naam pay abbad karya
khon ho ga jo mujay is tara yaad karay :)
[/QUOTE]

hum he main thei na koi baat yaad na tum ko a sakay
tum ne hamin bhula dya hum na bhula sakay

*hum he main thei na koi baat yaad na tum ko a sakay
tum ne hamin bhula dya hum na bhula sakay
[/QUOTE]
*

jo us k samnay mera ya hall Aa jay
Dhook say us ka aseer Jamaal Aa jay
Meraa khayal be Ghungroo phen kar nachay ga
Ager Teray khayal co Mera khayal Aa jay
Har ik baar Naay Dhanak say Sajjayin tuj co
jo ikteyar main pholoon ke dall Aa jay