Re: aankh barsi hay tayray naam pay sawan ki tarah
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
aankh barsi hay tayray naam pay sawan ki tarah
jism sulga hay tayree yaad main eendhan ki tarah
looreyaan de hain esi qurb ki khawhish nay mujhay kuch jawani kay bhi din guzray hain bachpan ki tarah
es bulandi say mujhay too nay nawaza keon tha
gir kay main toot gaya kaanch kay bartan ki tarah
mujh say miltay hoay yeh baat bhi souchee hootee main tayray dil main sama sakta hoon dharkan ki tarah
[/QUOTE]
Wah...Lovely... Zabardast choice...
b/w who is the poet of this classic piece?