Aandhi Challi To Naqsh-E-Kaf-Paa nahi milla,
Dil jis say mil gaya Woh dobara Nahi mila,
Awaaz ko Tu kaun samjhata kay door door,
Khamoshioon ka dard-E-Shanasa nahi milla,
Hum Anjuman May sab ki taraf dekhtey rahay,
Apni tarhan say koi akela nahi milla,
Kaachhay dhaagay nay jeet li naddi charhee huee,
Mazboot kashtioon ko kinara nahi milla.
Nice.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
Rude Boyz Rulez
very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~