Aandhi aati hai

Aandhi aati hai, tufaaan chale jaate hain
Yaade rah jaati hai, insaan chale jaate hain

ehed-o-paiman, khwaab honay agay,
rat-jagay bhi ab azaab honay lagay.

kuch karam ki umeed hoti hai,
jab sitam be-hisab honay lagay.

kuch to zikr karo mohabbat ka,
kyoon khafa ab janab honay lagay?!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif