aanchal main phool, chaand, sitaray saja liye
nainon main main nay aas kay deepak jala liye
suntay hi un ka naam mera dil dharak utha
kajra lehak utha mera gajra mehak utha
dunya nay dil kay bhaid nigahon say pa liye
kartay hain sab hi pyar magar is qadar naheen
hum un kay kab huay yeh hamain khud khabar naheen
aankhon nay neend chhor kay sapnay saja liye
thanx a bunch Amirbilal...:)
ASA
5
kartay hain sab hi pyar magar is qadar naheen
hum un kay kab huay yeh hamain khud khabar naheen
aankhon nay neend chhor kay sapnay saja liye
:k:
Jaan Lewaa - thankyou so much....:)
AsSweetAs - ur valued regards made my day....
ghazal kisi ke - thanx
Lamhay - bohat shukria....
Azad - (hummmm)......
kartay hain sab hi pyar magar is qadar naheen
hum un kay kab huay yeh hamain khud khabar naheen
aankhon nay neend chhor kay sapnay saja liye
:k: :k: :k:
thanx cuteepie and smilly....