Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
opsss ab kon btayega ye kya hai ?? ![]()
Sir aapko hi btana parega I think ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
opsss ab kon btayega ye kya hai ?? ![]()
Sir aapko hi btana parega I think ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Yup ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Sorry - mix upnho gayee. Umar Jo badthee jaa Rahee hai!
I meant choti Rajkumari LP.
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Koi baat Nahi… ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
ab LP ko kahan se dhoond ke layein ![]()
Bhaiya aap hi bta dein ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Zara Sabar karein. Aaa jayegi.
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Southie Uncle aap itne mushkil questions kahan se chuun ke laatay hain? ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
pata tu MEKO bhi tha sab kuch but..mein nay question peda kar hi liya kisi na kisi tarhan…
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Jahan hum nahi la sakty ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hmmm tu tum hi ho wo…jis ki waja say us nay Sanjay Dutt kay payyar ko thukra dia tha…bolay tu..![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hahahahahahahahahahaha :d
ye to usko hi pata ho ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
mujhay Hakuna ka dora par gaya hay…
**\Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// \Hoye// **
![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hahahahahaahahahahahahahahaha :d
WOWWWWWWWWWWWWWWWWWWW ![]()
aakhir behan kiski hein ![]()
![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Enjoyed…really liked your answers..:k:
phir aj kul hair removal cream use kar rahay ho ya…Treat blade say hi kaam chal raha hai?
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
^ ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
awwwwwww Thank You so much bhaiya ji
![]()
hahahahahahahahahahahaha :d
aray bhaiya me ab Electric Shaver Use kerta hoon ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
lagta hay zada power wala kartay ho jabhee itna current hay tum me ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
ohoho.. Hakuna janaba.. kia hi baat hai..
kia jawabaat diyaya hain..
waisay i gotta say.. u sound a lot like a really close friend of mine.. woh Pindi may rehta hai.
the masti in your voice says it all bro..! keep smiling and happy .. yeh ham sab ki duas hain. :)
acha to yeh batao janaab..
keh agar jalebi ko aik line may bana ke khayain.. to kia hoga.?
aur Hakuna Matata ko Makuna Hatata kar dain to kia nahi hoga..!
;) :p
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hahahahahahahahahahaha :d
hmmmm to matlab agar me switches me ungli de doon to kya is se bhi ziada power aah jayegi ?? ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Ab de mat dena ![]()