Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
chalu Haku shuru hojao ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
chalu Haku shuru hojao ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Ok Didi just gimme 30 mins… I will post these are after recording ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
ok :)
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Coming within 5 mins ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Ye lein friends my answers in audio below in the next thread:@:
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
SESSION I
(Queen Didi)
(Tiger Bhaiya)
Shadi kab kar rahay ho? kis say? kaisay? kahan? kyon?
(PK Didi)
his favourite didi on Gs
his fvrt guppy (ek naam hi btana bus)
fvrt guppan (same as above)
why he is so innocent
why he call himself an angel
his fvrt forum
what hakuna like most about queenie…
why you are hakuna matata…
whats your plans for future
whats ur qualification
whats ur age
whats ur real name
whats ur fvrt food
whats ur fvrt city / country
why you like to ride bike in winter at night
why you are my best puttar
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
wah re…Education ko time nahin de sakta mera bhaiyya, GS ko deta hy… Wah Wah Wah!!
well you dont need to be in hurry that you said again and again, take your time, we like listening to you ![]()
MashAllah you laugh too much, Allah tumhe hamesha khush rakhe, Amen. And your intentions are really pure and honest, Allah tumhe hamesha Kamyaab rakhe..
wese mene kab u ko gadha kaha tha? ![]()
but you know, you are soooooooo phunny!! ![]()
P.S, I enjoyed and loved listening to you to the core… keep them coming!!
aur Oh bhai, ankhen band kerke bike riding mat kiya karo ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
Ouch Didi ![]()
hahahahahaahahhahahahahahah :d
awwww my sweet behna thank you so much ![]()
but bhai k liye sky diving ki dua zarur kijiyeey ga plzzz… aapko nahi pata meri aah bhar aati hai jab me youtube pe sky diving ki videos dekhta hoon
I just want to fly in the air once ![]()
Aameen aameen… aap bhi khush rahein meri pyariiiiiiiiiiiiiiiiii si behna ![]()
and aise hi taunt kerti rahein ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
these are not taunts…these are concerns ![]()
Sky diving, mashAllah bari himmat hay aur Dil Gurda chahye hota hay… me to us Dragon Boat main beth ki hi itni zor se cheekhti hun, dil ooper neechay hota hay aur tum ho ke hawa main urnay ki baat ker rahay ho ![]()
InshAllah hojayegi poori khuwahish, when there is a will, there is a way ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
INSHALLAH INSHALLAH ![]()
aray Didi bas kya btaun meri pehli aur last wish yehi hai :shoaby:
I just wanna flyyyyyyyyyyyyyyy ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
ik kaam karo, zada khana khaya karo...
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
^
ohhhhh ok Didi
![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
kiya joowwen ho gayeen? Sar kyun khujaaing? ![]()
Samajh nahin aaya? ![]()
Oho, bhaee zada khana khaaoge to tum phool ke guuppa ho jao ge, ghubara ban jaogy, phir tum hawa main float kernay lago ge
![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hahahahahahahahahahahahaha :d
![]()
u mean aap mujhe HUMPTY DUMPTY banana chahti hein ![]()
Restored attachments:
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
aray baba humpty dumpty to “sat on a wall” thay naa…
main tumhe wo wala pink panther banana chahti hun jisko ghalti se kisi ne washing machine main daal diya tha, aur jab machine kholi to wo roowen ka gala banke hawa main float ker gaya, do you remember that episode? ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
^ hahahahahahahahahahahahhaahha :d
![]()
hanji hanji usko kon bhool sakta hai ![]()
wahhh wahhh kya example di hai ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
tumhe wo wali episode bhi yaad hay? :@:
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
hanji yaad hai… balke me youtube pe cartoon dekhta rehta hoon kabhi kabhi dil kare to ![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
![]()
Re: Aamnay Samnay: Hakuna Matata
WOHOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO ![]()