Roz aamil badalta rehta hoon,
Tera aasaiB kyun nahi jata?
Restored attachments:
Re: Aamil aur Aaseb
ghar wala ameel? aik ameel mehanti aur amal karnay wala hota hai
Re: Aamil aur Aaseb
oh i got it…ap nay amil hi likha…amal karnay wala…kya hogaya mujhay ![]()
Re: Aamil aur Aaseb
kiyon k teri niyyat mein khot hai babva:chai:
Re: Aamil aur Aaseb
kaisa khot? baby kabhi aaseb se wasta pada?
Aamil aur Aaseb
Yeh aaseb waghaira kyu yad aa Gaya apko? ![]()
Re: Aamil aur Aaseb
Faisal Sabzwari ke twitter account main sher padh kar ![]()
App twitter bhi use karte hain? ![]()
Re: Aamil aur Aaseb
nahin aise hi khabren check kar raha tha. Karachi updates per
Acha ![]()
Re: Aamil aur Aaseb
yehi k yeh aaseb kabhi door na hove
zulfon ka jaado yunhi qaim rahe:e6:
![]()
Re: Aamil aur Aaseb
kiya aaseb ke lambe baal hona zaroori hain?
Re: Aamil aur Aaseb
yahan jis aaseb ki baat ho rahi hai
us k liye to zaroori hone chahiyen
lambe baal ache nahi lagte:hmmm:
Hum to kahein parhe hain k “lambe baal chhori ki zeenat hove hain”
kiya Aap ne nahi parha:faizy:
Re: Aamil aur Aaseb
padha to hai, lekin lambe balon wali se shagaf nain… ye baal, gulaabi gaal… sab waqt ke sath dhal jana hai.. ek ho aur dil se naik ho.. hum qinaa’at pasand sabir shakir log hain ![]()
Re: Aamil aur Aaseb
Main itne bare baalon ki baat bhi nahi kar raha
just saying k itne chhote bhi na hon
jitne aadmiyon k barh k ho jaate hain
matlab shoulders se kuch neeche to hone hi chahiyen
Haan ji
yeh to atal haqeeqat hai
aaho ji seerat honi chahiye
soorat to optional hoti hai
okhe sokhe wele v naal rave
jaisi requirement batai hai agar woh to sabar ki itni lor nahi parti:wink:
Re: Aamil aur Aaseb
aap ne kiya uska jhooRa banna hai?
Re: Aamil aur Aaseb
jhoora
bole to joora
jo baalon ka banati hain ladies
baaz to bazaar se bana banaya le k
us mein baalon ko qaid karti hain
![]()
waise hi ache lagte hain
Re: Aamil aur Aaseb
boht gehri nazar hai… kahin Tappu Jaweri ke sath to uthna bethna nahin shroo kar dia