**
Main Larka Hoon Aam Sa ..
Ek Qissa Na Tamam Sa ..
Na Lehja Be-Misaal Hai..
Na Baat Main Kam Hai..
Hoon Dkhne Main Aam Sa..
Udaasiyon ki Sham Sa..
Jaise Ek Raaz Hoon
Khud Se Be-Niyaaz HOon..
Na Shoraton Ka Zabt Hai
Raanjha Na Qais HoOn
Insha Na Faiz HoOn
Main Paikar-E-Ikhlas Hoon
Wafa Dua Aur Aas HoOn
Main Khud Shanaas Hoon
Ab Tum He Karo Faisla
Main Larka HOOn Aam Sa
Ya Phir Bohat Hi Khaas HoOn…??**
Re: Aam Sa
kisi rakhshay per to lkha nahi ho sakta lamba hai 
Re: Aam Sa
Nice one
agar is nazam ko translate kiya jaaye to her baat mein aaye gaa mango saa 
jiia
10
Re: Aam Sa
a daab ,shukar dukhiare aatma hanse to sahi
TU BHI KHOSH RAH BACHAAAAAAA! BA MURAD HOOOO
UZ
11
Re: Aam Sa
aap to aam nahi “khaas” ho yani special
you know angrezi wala special child
Re: Aam Sa
Plz keep ur words with u …and dont say me dukhi atma ok na
Shukriya apka 
jiia
14
Re: Aam Sa
ACHAAAAAAA babae uuuuuuuuu ba murad:mehr: faizy:
mujy pata hi
Dania
16
Re: Aam Sa
waleed bhai, bohat khoob :k:
bohat dino baad yeh word "Dilçhasp parha hai 
Dania
18
Re: Aam Sa
Samajhnay kay liyah deemagh chahiyah 
Re: Aam Sa
bohat aam si tehreer hai wese
jox apart mela lutt lya nikkya:)