Zabt krta hon to hr zakhm laho deta ha,
Aah krta hon to andesha-e-ruswai ha..
Dekhta hon to hzaron hen mere pas mgr..
Sochta hon to wohi aalam-e-tanhai hy..
Zabt krta hon to hr zakhm laho deta ha,
Aah krta hon to andesha-e-ruswai ha..
Dekhta hon to hzaron hen mere pas mgr..
Sochta hon to wohi aalam-e-tanhai hy..
Re: Aalam-E-Tanhai
![]()
Re: Aalam-E-Tanhai
Kisi ki Tanha`e ka mAZAK uRa rahen hyn…?![]()
Re: Aalam-E-Tanhai
shaer k tareef kr rahi hoon
Re: Aalam-E-Tanhai
Khali Taaliyan Baja kr…?
Re: Aalam-E-Tanhai
Haan ji … seetiyan bajana shareefon ka kaam nai ![]()
Re: Aalam-E-Tanhai
Kuch Lafzon k Moti aata kr dyten to ziyada acha hota…Kisi Takleef py Clap…:nono:
Re: Aalam-E-Tanhai
Lafz hur waqt sath nai dete :no:
Re: Aalam-E-Tanhai
jab lafz saath nahi dete…to AankhoN se bola karte haiN