Aakhri Sawaal

Re: Aakhri Sawaal

merne k baad ka puch raha hy ?

Re: Aakhri Sawaal

kuch logon ke rukhsat hone ke baad bhi to insaan ander se mar jata hai

Re: Aakhri Sawaal

lol…maiN samjhaa thaa k yeh aapkaa ‘aaKhiri sawaal’ CULTURE forum kaa hai! :cb: :wink:

Re: Aakhri Sawaal

aap itna tang hai? :naraz:

Re: Aakhri Sawaal

aaaaaaaawwwwwwww…tang nahiiN…maiN samjhaa shaayad yehii baat ho! :smiley:

Re: Aakhri Sawaal

holay holay bain kare gi ya onchi awaz se
yeh sari zabt ki batein hain