Aakhir kiyon

Re: Aakhir kiyon

Jee yahi Samajh Lije’ay …magar DIL k ameer hain :blush:

Hamayshaa Ziyada Maanga karo ALLAH Pak Say … Tou Issi Liay 4 Maang Raha Tha kam az kam 1 tou Milaygee na :wink:

btw … aap itnay puraanay hain jis daur main KMC k nalkay hova kartay thay un dino main buhat Nikka Tha :lb: