Aakhir kiyon

larkiyyon ko ghar main rehnah hota hey— :mad:

aisa koi tareeqa ho jo larkay ghar main rahain aur larkiyyan baahir phiraan :hmmm:

kiun keh

mjay ghar kay bahar jana , ghoomna phirna , drive kerna bhut acha lugta hey
:wub:

— kia saari larkiyaan meray jaisay hain :@:

Re: Aakhir kiyon

rehna zarori to nai :hmmm:

kisney kaha :rotato:

Re: Aakhir kiyon

main tu aaj sara din ghar main rehi :(

Re: Aakhir kiyon

Shadi kar k daikho, shayad kuch afaaqa hojai :s

Re: Aakhir kiyon

yea blame that snow:mad:

Re: Aakhir kiyon

nahi i like my room better:chai:

:o just my room

Re: Aakhir kiyon

Ji Naheen …Saaray Larrkay Aap Ki Tarah hain :@:

Re: Aakhir kiyon

Kiya yeh Mufeed Aur Aazmmoda Nuskhaa Main Istimaal Kar Skataa Hoon :blush:

Re: Aakhir kiyon

sub aik jaisa hey - shaadi shuda yah ghair shaadi shuda

yea. 2morrow i’m going whether it snows or not

i hate my room - i hate my house :smiley:

Re: Aakhir kiyon

zamana badal gya hey - aaj kul larkay bhe larkiyoon ke tarah hain :omg:

Re: Aakhir kiyon

ji zaroor, lekin uss k liay to aik larka ya larki ka hona bhi zaroori hay na :s

Re: Aakhir kiyon

aazma ker daikh lain

aafaaqa sirf ghareeboon ko hota hey :smiley:

unkay bhut bachay ho jjatay hain aur woh bachoon k silsilay main ameer ho jaatay hain :smiley:

Re: Aakhir kiyon

aap aik baar try to karain, ab itni bhi mayoosi theek nahi :s

Re: Aakhir kiyon

:lahol:

Ji Naheen…aap ki nazrain kamzoor hain …:snooty:

Re: Aakhir kiyon

Itnay bachon ko wo gintay kasay hongay?
Raat main sotay waqt kahan rakhtay hain itnay bachon ko ? :s

Re: Aakhir kiyon

I love kids … want 12 kids from my each shaadi n will do 4 shaadi’z …aakhir ko religion main ijaat hay … Wanna be Ameer ul bach’chaas :cb:

Re: Aakhir kiyon

Oh sholii, wo zaban phisal gai thi :blush:

Re: Aakhir kiyon

lugta hey aap bhut garreb hain
:hmmm:

paisay ke jagah bachay gin laitay hain

sub ko neelay aasman k neechay aasman k sula daitay hain

Re: Aakhir kiyon

Aaj phir dawai nai li na ?

ya phir aaj bhi subah KMC kay nalkay par moonh dhotay howay nalka sar par laga tha ? :s

((( yahan aik nai mil rai, in ko 4 … and 12 bachay… billi hay kia wo)))

Re: Aakhir kiyon

paisay ki tarah ? :s
Phir to apni jaiboN main rakh laitay hongay :-p