aaj

Aaj itnee bhi moyasr nahi mekhanay main
Jitni keh hum chorr dia kar’tay thay paymanay main

Badalta hay rang asmaan kaisay kaisay

Lagta hai baar waloon nay kala diya....

Koyee baat nahi... Dhoobi Ghat main ak job khali hai... are you interested....

On a second thought:

I am sorry mainay panga lay liya hai... Aab Allah Khair karay....

Advance main help required..............

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Lagta hai baar waloon nay kala diya....

Koyee baat nahi... Dhoobi Ghat main ak job khali hai... are you interested....
[/QUOTE]

aray bhai kiyon nahi dilsay karain gay ... aap nay is qabil jana .... waisay aik baat aap ko bata'tay chalain woh bhainss bhi wahan nahanay aati hay, ab to din main 2 baar nahaaay gi ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

aray bhai kiyon nahi dilsay karain gay ... aap nay is qabil jana .... waisay aik baat aap ko bata'tay chalain woh bhainss bhi wahan nahanay aati hay, ab to din main 2 baar nahaaay gi ;)
[/QUOTE]

Koyee kiya karay... aag app ke wo Bhains thee (hai) baray achay tarakay say yaad kar rahoo aap....

keep it up

Dug Dugi bajao goriyo :)
dilsay gheet gao goriyo :D

Subha binacca shaam binacca sehat ka pegham binacca ;)

Dug dugi bajao goriyo

Hum to chalay baarish main bheegnay ...
hunn hunn hunn
dug dugi bajao goriyo
hun hunnn hunnn

Nice :k::k:

waqee baarish kay nice honay main koi shak nahi .. hum hi hain jo be-hayaa hain

:k: nice one :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

waqee baarish kay nice honay main koi shak nahi .. hum hi hain jo be-hayaa hain
[/QUOTE]

aap ki ye baat meri samajh sey bahir hai :(

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

aap ki ye baat meri samajh sey bahir hai :(
[/QUOTE]

Yeh naseeboN ki baarish hay Sudaii jee humari/aap ki samajh main aanay say kia hasil