ka din kaisa guzra logon?![]()
Re: aaj...
[QUOTE]
ka din kaisa guzra logon?:)
[/QUOTE]
not too good...but alhumdulillah:)
Re: aaj…
peshow yeh kyon under kyon ajata hai:smack:
aik sawal hai bhi! jawab dedo:blush:
nanhi pari aww kiya hoya:(
mai to buggy say gir gayi:mad:
Re: aaj…
the same as it always does sun rose in the east and set in the west ![]()
Re: aaj…
Its still morning here ![]()
I wanna go home ![]()
Re: aaj...
haha voicey very phunny(not)
batayo na kiya kiya kiya aap logon nay
cb baji aap office mai hongi na:(
Re: aaj…
i guess?:aq:
sahi sai batayo na:(
Re: aaj…
yea ![]()
they think am working ![]()
Re: aaj…
sahi bola hei na
…
Re: aaj…
lol cb baji good one:D multi tasking in office, nashta kiya?
acha baba:(
sarey mujhe kyon dant rahay hain aaj:(
Re: aaj…
u kiddin me saucy:p
i just asked aaj ka din kaisa guzra:wink:
Re: aaj...
for me all days r same
Subah hotee hay Shaam hotee hay
Zindgee yoon hee tamam hotee hay
Re: aaj…
nai. no breakfast ![]()
am going to get my coffee now.
Aisha zaraa aik qeemay ka paratha bhijwa du ![]()
Re: aaj...
hmm good one yeh khud likha hai?
waisay koyn hota hai yeh?
kyon har aik din same hota hai
mera kabhi bhi aik din same nahi hota
Re: aaj…
oh ho kyon, mujhe bohat bora lagta hai jabh koyi nashta nahi karta
waisay mainay tang tori hoyi hai , khud to nahi bana sakti magar mama say keh daiti hoon
ok samjhay aap ko pohanch gaya:)
Re: aaj…
what happened to your taang ![]()
are you ok.
takes a bite yummiliscious ![]()
Re: aaj…
Aaj ka din abhi khatam nahi hua, Still 11.5 hours to go ![]()