Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Aisa Laga Jaise Khud Se Daga Kar Diya
Unhe Kaise Manaau Sochte Rahe Din Bhar
Aaj To Aansuo Ne Bhi Aane Se Mana Kar Diya…
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Kiyun pakaoRon main namak ziada paR gaya tha?
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
i dnt knw how to make pakory.. :p
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
i dnt knw how to make pakory.. :p
Tabhi to
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
hun kiya karun
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Cooking expert LP ka intezar ![]()
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
unhun ny kaha tha k me ko cooking sikhayen gi.. aur dekh lain.. khudi gayab hain :(
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Koi idea mila???![]()
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
nahee :(
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Main bataon
Main bataon
Woh khud sheekne gai hain
ta k aap k saamne sharminda na hona pare:hehe:
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
she dnt need to learn.. unko sub ata hai.. tum awain na chado
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
She se He hogai:hayaa:
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
typo error ![]()
Re: Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
![]()