"aaj socha tau aansoo bhar ayae
mudatein ho gayein muskarayae
dil ki nazak ragein tootti hain
yaad itna bhi koi na aayae
har qadam par mud ke dekha
teri mehfil se hum utth tau aayae."
“gham zada log hain jin ko hai khushi ki chahat
hum tau deewanae hain, gham le ke khooshi chor aayae”